Slow time table bana diya hai.. mostly Before Time pahunch kar khadi rahti hai har station par..
Aaj 13016 se meri Sis Jiju gaye hain HWH ke liye..
BHLE par time 07:13 diya hai 06:56 par pahunchi..
MDLE time 07:38am hai 07:36am aayi
HSDA...
more... time 08:35am diya hai 08:13am aayi
BRPS time 09:38am diya hai 09:24am aayi
DUMK time 10:35 diya hai 10:05am aayi
RPH par aaj late se pahunchi hai nahi to RPH time 12:50pm hai mostly 12:20 tak pahunch jati hai..
Same halat return me hai RPH se BGP tak slow TT bana diya hai. MDLE se BGP me 2hr 22 min diya hai for 50kms with 1halt at BHLE.. jabki same 50kms ko Passenger train 13halt ke sath 2hr 5min me karti hai daily. Express ko 1hr 15min de sakta tha as slow mps hai track ka ..
BGP se 8am departure ho to bhi easily 1pm tak RPH aa jayegi pata nahi kyu itna slow banaya hai time table.
Same with 13015 train raat ke 07:40tak aaram se BGP aa sakti hai. 09:10pm kuch jyada hi extra time diya hua hai